[ Advertisement ]

[Search bar]

Google
 

Tuesday, January 15, 2008

ek do tiin - tezaab

## Mohini! Mohini! Mohini! Mohini! ## ho ho ho

namaskaar! namaskaar!

kahiye, kyA sunenge aap?
are pahale ye kahiye, kahaan thi aap?

main ... main kar rahI thI kisii kA intazaar
kaun hai vo?

jise karatii huuN pyaar
hai ...

aur, jisase karatii huun minnatein baar baar
kaise?
aise ...

##Ding Dong Ding, Ding Dong Ding Dong Ding Dong, ##
##Ding Dong Dong, Ding Dong ##

(ek do tiin, chaar paanch chhai saat aath nau, das gyaarah barah terah) - 2,
(tera karuun, tera karuun din gin gin ke intazaar,
aajaa piyaa aaii bahaar ) - 2

chaudah ko tera sandeshaa aya, pandrah ko aaungaa ye kahalaayaa
chaudah ko aayaa na pandrah ko tu, tadapaake mujhako tune kya paaya
solah ko bhi
solah ko bhi solah kiye the singaar, aajaa piyaa aayii bahaar

(tera karuun, tera karuun din gin gin ke intazaar, aajaa piyaa aai bahaar) - 2
(ek do tiin, chaar paanch chhai saat aath nau, das gyaarah barah terah) -2,

satrah ko sang ? tuut gayii, attharah ko ??
ro ro guzaaraa mainne saaraa unniis
biis ko dil ke Tukade hue biis
phir bhi nahiin
phir bhi nahiin dil se gayaa tera pyaar, aajaa piyaa aayii bahaar

(terA karuun, terA karuun din gin gin ke intazaar, aajaa piyaa aaye bahaar) -2
(ek do tiin, chaar paa.Nch chhai saat aaTh nau, das gyaarah bArah terah) - 2,

ikkiis biitii, baais gaI
teIs guzarii, chaubiis gaI
pachchis ko samajhaayaa sabane mujhe


din bane hafte, hafte mahIne, mahIne ban gaye saal
aake zaraa tU dekh to le kyA huA hai meraa haal
diivaanii dar dar main phiratii huuN
nA jiitii huun naa main maratii huuN
tanhaaI kii raaten sahatii huuN
aajaa aajaa aajaa ke din ginatii rahatii huuN

(ek do tiin, chaar paa.Nch chhai saat aaTh nau, das gyaarah bArah terah) - 2,
(terA karuun, terA karuun din gin gin ke intazaar, aajaa piyaa aayii bahaar) -2




Song Title: ek do tiin, chaar paa.Nch chhe saat ...
Movie Name: Tezaab
Actor(s)/Actress(es): Anil Kapoor, Madhuri Dixit, Anupam Kher
Singer(s): Alka Yagnik
Music Director(s): Laxmikant, Pyarelal
Lyricist(s): Javed Akhtar

Courtesy: www.pages.cs.wisc.edu

No comments:

Post a Comment